wellnessgerma.blogg.se

Hast rekha gyan in hindi with picture
Hast rekha gyan in hindi with picture




hast rekha gyan in hindi with picture

Aap dekhogey ki aapko apne aap aane lag jaaygi. Starting mein chotti chotti cheezo ko seekhein aur phir dheere dheere agey badein. Hast rekha seekhe ka sabse accha tareekha hai rozana practical karein aur apni diary mein chitra (image ya picture) bana kar uske neeche likhe uske barein is se samajhne mein aasani hoti hai. Hast rekha mein aapko har vykti ke hath mein kuch na kuch nayi cheez dekhne ko milegi chahey uski ungliya chotti-badi ho, ya koi rekha chotti ho, rekha nahi ho is tarah se bahut sari cheeze aapko seekhne ko milegi. Hastrekha seekhne mein bahut samay lagta hai aur sirf matra apna aur apne parivar ki hast rekha dekh lene se aap hast rekha shastri nahi ban sakte hai.Īapko nirantar pustako ko padna hoga aur sab se jaoroori hai practical karna aur wo daily kam se kam 10 logo par practical karna aur phir unka apni kitab ya diary mein notes banana kyuki yaad rakhna bhi behad jaroori hai.Īapne kisi vykti ki hastrekha dekhi aur aapko new cheez (koi nayi rekha) dekhne ko mili to aapko apni diary mein note kar leni chahiye kyuki baad mein bhool jaate hai aur dimaag se utar jaata hai. Ek baar niyam apply karne par agar galat sabhit hua to iska matlab nahi ki har baar galat hi milega matlab vykti ek niyam ko bahut se logo par apply karna chahiye aur phir nishkarsh nikalana chahiye ki wo sahi hai ya nahi hai. Jab ki vykti ko chahiye ki wo kam se kam rozana 10 logo ka hath dekhein aur kitab mein diye hue niyamo ko apply karein. Hast Rekha mein jab new palmist practical karta hai tab wo khud par hi practical karta hai aur us wajah se wo nirash ho jata hai kyuki usko samajh nahi aata hai ya phir apne parivar ke logo par hi ek pustak pad kar sabhi niyam aur yog dekhne lag jata hai jis ki wajah se usko nirasha hoti hai aur wo beech mein hi haar maan leta hai. Hast rekha gyan in hindi with picture for male and female - Hast rekha mein vidhwano ke alag alag mat hai aur vibhinn-vibhinn pustako mein virodhabhas bhi hai isliye jo log hast rekha seekh rahein hai unko chahiye ki wo khud khoob practical karein aur sabhi niyamo ko khud apnakar dekhein aur phir tay karein ki unke liye kon sa niyam kaam kar raha hai aur kon sa niyam kaam nahi kar raha hai.

hast rekha gyan in hindi with picture

Hast rekha gyan in hindi with picture - Hast rekha mein teen-chaar mukhya rekha hoti hai jinko pradhan rekha kaha jata hai aur phir saat se aath uprekha hoti hai yani ki wo mukhya rekha nahi hoti hai. Sirf vykti ki hatheli ki rekha ko padh kar ki vykti ke bhagya ka faladesh bataya ja sakta hai. Hast rekha mein jyotish ki tarah vykti ke janam ki tarikh aur samay ki jarurat nahi hoti hai aur na hi janam isthan ki jarorat padti hai. Hath ki rekhao ka gyan in hindi - Hast rekha mein sirf vykti ke hath ko padna hota hai aur uske liye kisi dusari cheez ki jaroorat nahi hoti hai. Hast rekha gyan jyotish vidhya ki ek atyant prabhavshali shaka hai jis ke bina jyotish adhura hai. Hath ki lakir in hindi - Hast rekha vigyan ek bahut pracheen vidhya hai jis ke jariye vidhwas jyotishi hath ki lakiro ko pad kar vykti ka bhavishya batata hai. Tags: hastrekha vigyan in hindi with photo, हस्त रेखा शास्त्र, hastrekha in english Lekin sabse pramukh naam hai "hastrekha vigyan" jis par hindi mein bahut sari kitabey bazar mein hai "hastrekha gyan" ke naam se uplabdh hai. Hastrekha in hindi - Bhartiya hastrekha shastra ko samudrik shastra mein bahut sarein naamo se jana jata hai.






Hast rekha gyan in hindi with picture